Yahi hai wo sasura (sooraj barjatya)π€ Jisne kaha tha ki frienship me : no sorry, no thank you. π‘π‘πππππ Maine iski baat maani Aur Apni ek Dost ko sorry bhi nahi bola to poore 3,4 mahine naaraz rahi thiππ Dosti me sorry, thankuu nahi bolna chahiye... Ye sirf kahne me achha lagta hai. Log inhe formality word maante hain. But actually yahi wo word hain jo insaan ko ek-duje se jode huye hain. Sorry jab koi galti ho jaaye to guilty feel karne ke liye bola jata hai. Jabki thanku jab koi hame special feel karaye tab gratitude ke liye.π Feel ke sath bola gya sorry kai duriyan mita sakta hai.