Nojoto: Largest Storytelling Platform

stree maidan me khade mai us vreekch jaise hun jo

 stree maidan me khade mai us vreekch jaise hun jo hil to nhi skta naa naa kahin jaa skta hai naa hi kisi se kuchh bol skta hai bss khud se sawall krte hua dheere dheere wakt ki sadion ko badlte dekh skta hai hazaro log aate hai uss ki chhaon tale apni tapn ko bujhane kuchh to aate hai apni bhookh mitane, lekin kabhi uss peeda ko naa smjh paaye jo dabi gaherai ke pare chhaon ko seech ke tumko thandk pahuchati, koi jarurt nhi smjhta naa kisi ko mahesus hota , ki puchh le, ki tham le, meri mun ki gaheraion me jhaank le bhalaa tum kyu jhanko ge kyu mahesus kro ge kyu puchho ge ,kuchh jaane ki wajah to ho. smjhne ki lalsa to ho, tum me to kuchh bhi nhi hai siva mujhse aasha ke jo ki tumko pata hai achhe se mai tumko niras nhi krungi bhale hi mujhe meri asmt ke cheer ko ghoont banaa kr pee jana pade.. fir bhi mai tujhko rokungi nhi, rok bhi to nhi skti kyu ki mai tujh jaisi to nhi. eek stree kya hoti hai....?? ek stree yehi hoti hai🙍 -awara lekhak

akashpal8960

Akash Pal

New Creator