Nojoto: Largest Storytelling Platform

मेरी दुआ Tu naubat ki ghadi maintera numainda hat

मेरी दुआ  Tu naubat ki ghadi
maintera numainda
hath jode khada main
dikhe khudko hi aayina

kaisi yeh kash-ma-kash hai
kaise yeh tarane
jahan maut bhi badnaseeb sahi
sanse bhi lagi thukrane...

hath jude aur aakhe num
be sahara hun main 
mera apna tod 
raha hai dum

kursiyon par baithe
 dekho kaise has rahe hain..
ashaao ke badal ki aad mein
naag ban dhas rahe hain

yaad rahega yeh waqt 
sahi waqt toh aane de zara
kaun rehta hai fir hath jode
kaun rehta hai aise khada

#meri dua hai

©Kalamzaar #MeriDua

#PoetInYou
मेरी दुआ  Tu naubat ki ghadi
maintera numainda
hath jode khada main
dikhe khudko hi aayina

kaisi yeh kash-ma-kash hai
kaise yeh tarane
jahan maut bhi badnaseeb sahi
sanse bhi lagi thukrane...

hath jude aur aakhe num
be sahara hun main 
mera apna tod 
raha hai dum

kursiyon par baithe
 dekho kaise has rahe hain..
ashaao ke badal ki aad mein
naag ban dhas rahe hain

yaad rahega yeh waqt 
sahi waqt toh aane de zara
kaun rehta hai fir hath jode
kaun rehta hai aise khada

#meri dua hai

©Kalamzaar #MeriDua

#PoetInYou
kalamkar7141

Kalamzaar

New Creator