Nojoto: Largest Storytelling Platform

Powerful💪 Motivational think, PowerWriter ::-- Pa

Powerful💪
Motivational think,
PowerWriter ::-- PawanRaja_G✍️

Asafalata se safalata tak ki kahani hai.
Jo hai jitni hai PawanRaja ki jubani hai.

Apna kaon gair kaon humne bhi aajmaya tha.
Yaar mere bure waqt me mujhe bhi rona aaya tha.

kabhi khyal marne ka aaata tha, Tabhi junun kuchh karne ka aaya tha.
Chahi thi ray humne bhi kuchh apno se koi nahi samajha tha humhari, bhavnao, jajbato ko, sabne humse dur hona chaha tha.

Kabhi humbhi akele, tanha huye the, tabhi akeli dekh raho ko chalne ka haosala humko bhi aaya tha.
Are hum to yu hi apnepan ke khatir hare ja rahe the Jo satya tha vahi satya waqt ne humhe dikhaya tha.

Chhodkar, bhulkar sab kuchh fir humne aage badna swikara tha.
Jit ke liye taiyar kar diye the khud ke man ko jo us waqt hara tha.

Jit har ko bhul kar fir humne apne kartavya ko karna chaha tha.
Sari saktiya har gai thi jab humne mehnat se kaoshal ko paya tha.

Aaj vo aankhe bhi mujhe dekh kar kahti hai,kal bhi jamana yad karega ki kasti dubi thi  us bande ki bich samandar me vo tair kar samandar ke paar aaya tha.

PowerWriter✍️
PawanRajaG🌟
🌹🌹❣️❣️🌹🌹

©PawanRajaG Powerful💪

superhero3988

PawanRajaG

New Creator