Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo sham dhal rahi thi andhera hone ko tha es gha

Wo sham dhal rahi thi 
andhera hone ko tha 
es ghani andheri raat ke bad 
ek naya sawera hone ko tha
beet gaey hai din wo sare 
jab pas humre sirf khone ko tha
Ab jag utha hai hindustan sara 
ek naya sawra hone ko tha
than liye hai aagey badna hai 
ab kahan koi sone ko tha 
aa gaya hai naya zamana 
ek naya sawera hone tha 
aa jaeygi khushiya sari 
wo sapna pura hone ko tha
ek yug ke bad hi sahi 
ek naya sawera hone ko tha 

                                      A~B Naya Sawera 
#naya_sawera, #khusiyna, #naya_dour, #Hindustan, #sahas, #new_india, #proud_to_be_indian
Wo sham dhal rahi thi 
andhera hone ko tha 
es ghani andheri raat ke bad 
ek naya sawera hone ko tha
beet gaey hai din wo sare 
jab pas humre sirf khone ko tha
Ab jag utha hai hindustan sara 
ek naya sawra hone ko tha
than liye hai aagey badna hai 
ab kahan koi sone ko tha 
aa gaya hai naya zamana 
ek naya sawera hone tha 
aa jaeygi khushiya sari 
wo sapna pura hone ko tha
ek yug ke bad hi sahi 
ek naya sawera hone ko tha 

                                      A~B Naya Sawera 
#naya_sawera, #khusiyna, #naya_dour, #Hindustan, #sahas, #new_india, #proud_to_be_indian