Badlaav! Mushkil hai badlaav lana Mushkil hai badlaav latey waqt sabar bhi Mushkil hai badlaav ke sath roz jeena Aur mushkil hai aur ke shabdo ka zeher pina bhi Mushkil hai uss tanaav me muskurana Mushkil hai mushkil se badlaav lana hi, Par namumkin nahi kuch bhi, mushkil ke bina mazaa bhi toh nhi