Nojoto: Largest Storytelling Platform

Roothe jo tum kabhi, Manaa liya karenge tumhe, Pa

Roothe jo tum kabhi, 
Manaa liya karenge tumhe,
Par yun khaamosh na raha karo humse
Tumhari khamoshi bahut taqlif diya karti hai hume  ! 
     Kabhi Jo humse galti ho jaaye,
Toh naraz hona haq hai Tumhara,
Aur manana,  zaruati ho jata hai humara... 

Tumhare gusse ko seh jayenge hum
Par yun tumhare khamoshi se tut jaya karte hain hum

Intzaar rehta hai tumhara,
Roothe jo tum kabhi, 
Manaa liya karenge tumhe,
Par yun khaamosh na raha karo humse
Tumhari khamoshi bahut taqlif diya karti hai hume  ! 
     Kabhi Jo humse galti ho jaaye,
Toh naraz hona haq hai Tumhara,
Aur manana,  zaruati ho jata hai humara... 

Tumhare gusse ko seh jayenge hum
Par yun tumhare khamoshi se tut jaya karte hain hum

Intzaar rehta hai tumhara,
prita5788295119525

Prita

New Creator

Kabhi Jo humse galti ho jaaye, Toh naraz hona haq hai Tumhara, Aur manana, zaruati ho jata hai humara... Tumhare gusse ko seh jayenge hum Par yun tumhare khamoshi se tut jaya karte hain hum Intzaar rehta hai tumhara, #LoveStory #Missing #nightthoughts #myquote #mylife #sorryquotes