Nojoto: Largest Storytelling Platform

aaj phir tera khayal aaya, tanha hu main kitna muj

aaj phir tera khayal aaya,
tanha hu main kitna mujh ko yeh aehsaas kraya..

bekhof tujhe apni zindgi banata chala...
harf ba harf apni kahani mein sajata chala...
inayat thi khuda ki mujh pe
ba-dastoor mujhe tera chehra dikhata chala...

aaj phir tera khayal aaya 
tanha hu main kitna mujh ko yeh aehsaas kraya...

arbaazkhan8183

arbaaz khan

New Creator