Nojoto: Largest Storytelling Platform

#NationalEducationday tu karta ja,tu karta ja. tu

#NationalEducationday tu karta ja,tu karta ja.
tu sooraj ki tej leke,
chand ka noor leke ,
duniya ko roshan karta ja,
tu karta ja,tu karta ja..

phoolo ki khushbu leke,
shahad ki mithas leke,
duniya ko khubsurat krta ja,
tu karta ja,tu karta ja..

zindagi ke sare galtiyo se sabak leke,
saari chunoutiyo se prerna leke.
is jahaan ko apne kadmo me le aa,
tu khud se ladta ja 
tu aage badhta ja,
tu karta ja ,tu karta ja...


                           -himanshu swarnkar tu karta ja😊😊
#NationalEducationday tu karta ja,tu karta ja.
tu sooraj ki tej leke,
chand ka noor leke ,
duniya ko roshan karta ja,
tu karta ja,tu karta ja..

phoolo ki khushbu leke,
shahad ki mithas leke,
duniya ko khubsurat krta ja,
tu karta ja,tu karta ja..

zindagi ke sare galtiyo se sabak leke,
saari chunoutiyo se prerna leke.
is jahaan ko apne kadmo me le aa,
tu khud se ladta ja 
tu aage badhta ja,
tu karta ja ,tu karta ja...


                           -himanshu swarnkar tu karta ja😊😊