Nojoto: Largest Storytelling Platform

unhone aj hmse keh hi dala ki tumhara maan bhar gy

unhone aj hmse keh hi dala ki tumhara maan bhar gya h ab mujhse,
 agar maan bhara hi hai,
toh tere text ka intjar kyu rehta hai,
agar mera maan bhar gya hai,
toh tujhse bat krne k bhane kyu dhundhti hu,
agar  mera maan bhar gya hai,
toh aj bhi teri taklif par mujhe taklif kyu hoti hai,
agar mera maan bhar gya hai,
toh tujhe yaad kr k m aj bhi kyu roti hu,

agar isse hi maan bharna kehte hai,
toh haaa,
mera tujhse maan bhar gya hai....

---adhura ishq💔 Tumhara maan bhar gya hai.

shriyasr4127

Shriya(SR)

New Creator

Tumhara maan bhar gya hai.