Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jab yaad aye teri ,kuch aise khud ko sambhalta hu.

Jab yaad aye teri ,kuch aise khud ko sambhalta hu...
Dard ko alfaaz bnakar, khali panno pe utarta hu..
Meri hasi jise chupati hai, us gam ka kisi ko ehsaas b na ho,
Me dil ki sardon ko dil hi me daba dalta hu,
Jab yaad aye teri kuch aise khud ko sambhalta hu....
Mousam ki tarah badalte hai mere khyaal tere liye,
Kabhi gussa krta hu tujhpe, kabhi baarish sa pighalta hu,
Yun tere roz khwabon me aane se dikat nhi mujhe,
Bas thoda kamzor hu dil se, sote huye b aansu baha dalta hu,
Jab yaad aye teri ,kuch aise khud ko sambhalta hu... #HEERANSH