Nojoto: Largest Storytelling Platform

Muddaton baad Aaj usko meri yaad ayi thi, Aisa lag

Muddaton baad Aaj usko meri yaad ayi thi,
Aisa laga Jaise kisi ne mere baare me,
Uske muntajir koi baat uthayi thi,

Muddaton baad Aaj usko meri yaad ayi thi,

Wo Kis safar me na jaane itna masroof rehta hai,
Pareshaaniyan bohot hai zindagi me,
Mujhe aksar yehi kehta hai,
Roz uski wo aahat,
Wo awaaz talaasha karti hun,
Wo apni pareshaaniyon se joonjta,
Ab khaamosh raha karta hai,

Kabhi jisse mere hisse ka,
Kuch parda naseen na tha,
Aaj uske kisse me,
Apni wajood talaash karti hun,

Wo kyun is kadar gair ho rahe hen,
Har roz mai wo anjaan,
Wajah talaash karti hun,

Muddaton baad Aaj usko meri yaad ayi thi,
Meri yaad ayi thi..  #Remembering
#long_time
#after_a_while
šŸ˜Š