Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumhara ek pal saamne se guzar jane ka matlab hi i

Tumhara ek pal saamne se guzar jane ka matlab hi is pal ka ruk jana hai 
Mohhabat ijazat to nahi deti par ye doori nibhana hai 
Jo ye pal rukte hain ek pal ko tu bhi kabhi ruk ja 
Kal raat jo guzri uski bechaini tujhe batana hai 
Samajhta hun ki dil se dil ka rishta hai 
Bas ek salah chahta hun ki is dil ko kaise samjhana hai 
Haan aarzue rakhta, ye khwahish bas umad aati hain
Mohhabat ka pitara khulta hai or zubaan se bikhar aati hai 
Na jane ye kya daur hai mano intezaar mushkil kar pana hai

©Khwabeeda #padhiye #to #sahi

#Searching

khwabeeda4416

Khwabeeda

New Creator