Nojoto: Largest Storytelling Platform

11 saal phle maine apni maa ko khoya tha tb se lek

11 saal phle maine apni maa ko khoya tha
tb se leke ab tak aisa bahut kam hua hai
jo main raat ko so paya, aaj tak samjh nhi paya 
kyun hota hai aisa.. 
her wo taika apnaya jisse aankho  thake aur nind aaye 
pr ab tak kameyab nhi hua,
kuch toh hai jo shayad mujhe jagaye rkhta hai, 
pr kya hai aaj tak samjh nhi aaya
kaam ke dino me bus subah me thodi hi so pata hoon
isse meri aankhe toh khrab nhi hui, pr sehat ka bura haal rhta hai, ☹️☹️☹️☹️☹️☹️
 mann ki baat

atifmast8918

Atif Mast

New Creator