Nojoto: Largest Storytelling Platform

Safar lamba hai zindagi ka yaha har koi hai bas sa

Safar lamba hai zindagi ka
yaha har koi hai bas sawal puchta
band deewaro se kar li ab yaari 
akhir unse mai bhi kab tak ruthta 
yu ghantiya roz kayi bajati hai
 mere  phone pe
par maa jaisa mera koi haal nahi puchta 

(GaBBaR) #Ghar se door
Safar lamba hai zindagi ka
yaha har koi hai bas sawal puchta
band deewaro se kar li ab yaari 
akhir unse mai bhi kab tak ruthta 
yu ghantiya roz kayi bajati hai
 mere  phone pe
par maa jaisa mera koi haal nahi puchta 

(GaBBaR) #Ghar se door
gabbar5952205135059

GaBBaR

New Creator