Nojoto: Largest Storytelling Platform

Karna hain pyar vatan se kar ,iska maza matbala ha

Karna hain pyar vatan se kar ,iska maza matbala hain ,is desh ki maati ko chumo iska Jan Jan rakhwala hain, n dharm koi hain yaha bada n insa koi bada yaha ,yeh desh hain sabka apna ghar isko lahu se pala hain , jab bante sainik lal yaha n hindu muslim hote hain ,n sikha jain n baudh kahe bas desh ke sainik hote hain , peero ki yaha hain dua basi , shambhu iska rakhwala hain ,main pyar Karu is maati se iska Upkar nirala hain, meri Jaan bhi is par ho kurba dil me ahsas yeh pala hain ,Jai matra bhumi, Jai rashta Shakti iska samman nirala hain ,Jai Jan Jan ki main karta hu is desh ne sabko pala hain

©speak nation Singh news media
  #sadquote#yogis