Nojoto: Largest Storytelling Platform

Lehron ka kinaare tak aana phir wapis samundar ki

Lehron ka kinaare tak aana phir wapis samundar ki aur laut jaana kuch sawal utthata hai,

pal bhar ki khushi dene ka kya fayeda ?

kinaare akeley hain, kinaare kinaare par hain

Koi insaan bhi aata hai toh,

Udaas aata hai aur sukoon le jaata hai

par baat ye hai ky woh bhi laut jaata hai;

©error Raag

cheragarora5928

error

New Creator