Insaan is duniya mein kyun aaya tha Usne is duniya mein aake kya paya tha Agar kuch chala gaya tere pass se to rota kyun hai Tu kaunsa wo chiz apne saath is duniya mein laya tha insaan kyun aaya tha