Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek roz hum juda ho jaayenge, Na jaane kaha kho jaa

Ek roz hum juda ho jaayenge, Na jaane kaha kho jaayenge, Tum lakh pukaroge humko par Laut ke hum na aayenge, Thak haar ke din ke kaamo se Jab raat ko sone jaayenge, Dekhoge jab tum phone ko Paigaam mera naa paoge, Tab yaad tumhe hum aayenge Par laut ke hum na aayenge, Ek roz yeh rishta chhutega dil itna Zyada tootega phir koi na humse roothega, Hum na aankhein kholenge, Tumse kabhi na bolenge, Aakhir us din tum ro doge Aye dost mujhe tum kho doge.