Nojoto: Largest Storytelling Platform

QURBANI KYU KAREY? Qurbani ki fazilat Janwar zibah

QURBANI KYU KAREY? Qurbani ki fazilat Janwar zibah karke hum ALLAH ki tawheed ka Iqrar karte hai. Qurbani ka jaanwar zibah karke hum allah aur us ke Rasool ﷺ ki fharmaabardari karte han, isliye ki qurbani karna ibadat hai. ALLAH ne jo maal se nawaza hai hum jaanwar ki qurbani karke ALLAH ne jo neymat di hai uska shukr ada karte han. Hum is mauqe per apne maal ko qurban karke ye sabaq lete han ki isi tarah hum ko batil rasmo rawaj ko bhi qurban kar dena chaiye, har wo arzo ko jo shariyat ke khilaf hai usko qurban kar dena chaiye, isi me hamere liye khair hai. ALLAH hamarI qurbaniyon ko qabool fharmay, aameen

©IslamSearch #mountain QURBANI KYU KAREY? Qurbani ki fazilat Janwar zibah karke hum ALLAH ki tawheed ka Iqrar karte hai. Qurbani ka jaanwar zibah karke hum allah aur us ke Rasool ﷺ ki fharmaabardari karte han, isliye ki qurbani karna ibadat hai. ALLAH ne jo maal se nawaza hai hum jaanwar ki qurbani karke ALLAH ne jo neymat di hai uska shukr ada karte han. Hum is mauqe per apne maal ko qurban karke ye sabaq lete han ki isi tarah hum ko batil rasmo rawaj ko bhi qurban kar dena chaiye, har wo arzo ko jo shariyat ke khilaf hai usko qurban kar dena chaiye, isi me hamere liye khair hai. ALLAH hamarI qurbaniyon ko qabool fharmay, aameen

fahadshah1902

IslamSearch

Silver Star
New Creator