Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi hasati hai jindagi. Kabhi rulati hai jindagi

Kabhi hasati hai jindagi.
Kabhi rulati hai jindagi.
Har ek kitab ko dur karke 
Tu hath uska tham le
Kyoki har roj kuch nya Shikhati hai jindagi.
Kabhi hasti hai mujh par
to kabhi khushi ka marham
lagati hai jindagi.
Kabhi bevajah u hi gam
De jati hai jindagi.
Jo na bhar sake us dard ko 
bas u hi khula chod de 
kyoki vakht aate hi har dard ko
bhul jati hai jindagi.
Kabhi diye ki tarah bujhkar 
kabhi navo ki tarah dubkar
tair jati hai jindagi
Kabhi shise ki tarah tutkar 
bhikar jati hai jindagi
kabhi hasti hai mujh par
Ti kabhi bahut hasati hai jindagi
Kabhi hasati hai jindagi.
Kabhi rulati hai jindagi.
Har ek kitab ko dur karke 
Tu hath uska tham le
Kyoki har roj kuch nya Shikhati hai jindagi.
Kabhi hasti hai mujh par
to kabhi khushi ka marham
lagati hai jindagi.
Kabhi bevajah u hi gam
De jati hai jindagi.
Jo na bhar sake us dard ko 
bas u hi khula chod de 
kyoki vakht aate hi har dard ko
bhul jati hai jindagi.
Kabhi diye ki tarah bujhkar 
kabhi navo ki tarah dubkar
tair jati hai jindagi
Kabhi shise ki tarah tutkar 
bhikar jati hai jindagi
kabhi hasti hai mujh par
Ti kabhi bahut hasati hai jindagi