Maa aankhon ki kat putli ka Dana hai, Maa sari duniya ki Aankhon ka nazara hai,🥀 Maa ek kok se janam deti hai, Maa ek kok se janam ki pechane banati hai,🥀 Maa Sitha hai Sabri hai sarswati hai Maa Radha hai rukmani hai Pooja hai,🥀 Maa khatune jannath hai, Maa ki Mamta se Duwa ki manat hai,🥀 Maa Fatima hai Aysha hai Maa dayi hailma se mohabbat ki mohabbat hai,🥀 Maa Kushi hai dard hai Jeevan ki saari subidha ka arth hai,🥀 Maa Jyoti hai Jwala hai, Maa ke jeevan se sansar ka ujala hai,🥀 Maa ka roop sab se nirala hai, Maa ka roop iswar se bhi aala hai,🥀 ©Aj stories #dilsedosti #womeninternational Turbat शायरा माही (पहाड़ी छोरी)