Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Zindagi ek kora kagaz tha Meri zindagi

#OpenPoetry Zindagi ek kora kagaz tha
Meri zindagi mere hatho se likhne ka aagaz tha
 Tham diye Gaye kuch rang hath mein
Dikha diye kuch aakaar sath mein
Raaste bhi thae kuch alag se
Upar,niche,aage,piche se
Kahi khule kabhi bandh kone se
Kabhi seedhe kabhi tede se.
Bas bharthi gayi Mann ke rang
Chalti gayi rangon ke sang
Kabhi gehre,kabhi pheeke se
Kabhi hare kabhi Nile se
Samaj nahi payi shru ka se
kaha jayega ya Anth kaha se,
Bus Kalpana ke sath bharthi gayi
Akeen maniye Bina banaye 
Sundar tasveer banthi gayi....
Kuch socha Na kuch samja na tha
Anth mein har rang bikhar rHa tha
Bas Mann Ko bha gaya Chitra ..
Sundar Laga hokar bhi Vichitra...
Yahi hai zindagi ki kahani
Apne hi rang mein rangthi phir lagthi suhaani.................. Zindagi ek kora kagaz tha
Meri zindagi mere hatho se likhne ka aagaz tha
 Tham diye Gaye kuch rang hath mein
Dikha diye kuch aakaar sath mein
Raaste bhi thae kuch alag se
Upar,niche,aage,piche se
Kahi khule kabhi bandh kone se
Kabhi seedhe kabhi tede se.
#OpenPoetry Zindagi ek kora kagaz tha
Meri zindagi mere hatho se likhne ka aagaz tha
 Tham diye Gaye kuch rang hath mein
Dikha diye kuch aakaar sath mein
Raaste bhi thae kuch alag se
Upar,niche,aage,piche se
Kahi khule kabhi bandh kone se
Kabhi seedhe kabhi tede se.
Bas bharthi gayi Mann ke rang
Chalti gayi rangon ke sang
Kabhi gehre,kabhi pheeke se
Kabhi hare kabhi Nile se
Samaj nahi payi shru ka se
kaha jayega ya Anth kaha se,
Bus Kalpana ke sath bharthi gayi
Akeen maniye Bina banaye 
Sundar tasveer banthi gayi....
Kuch socha Na kuch samja na tha
Anth mein har rang bikhar rHa tha
Bas Mann Ko bha gaya Chitra ..
Sundar Laga hokar bhi Vichitra...
Yahi hai zindagi ki kahani
Apne hi rang mein rangthi phir lagthi suhaani.................. Zindagi ek kora kagaz tha
Meri zindagi mere hatho se likhne ka aagaz tha
 Tham diye Gaye kuch rang hath mein
Dikha diye kuch aakaar sath mein
Raaste bhi thae kuch alag se
Upar,niche,aage,piche se
Kahi khule kabhi bandh kone se
Kabhi seedhe kabhi tede se.