Nojoto: Largest Storytelling Platform

SCHOOL Yahi pahli aisi jagha thi jaha se yaado ki

SCHOOL

Yahi pahli aisi jagha thi jaha se yaado ki basti me humne kadam rakha tha,
maa k bina kuch ghanto ka safar tay karna yahi se to sikha tha,
insaano ka murga yaha par hi banta tha,
kaan pakad kar khade hona bhi bada acha lagta tha,
dosto ka lunch karne me maza aata tha,
pani peene ka bahana lekar period bunk kiya jata tha,
shaitaniyon bhara sukoon yahi Hota tha,
aisa ek pyara sa school humara bhi hota tha... Pyara sa SCHOOL #School #memorys