Nazar/Aankhen... madhosh karde kisi ki nazar..... apne zameer ko bhi nicha karde kisi ki nazar.... abad karde kisi ki nazar..... dil ka chain cheen le kisi ki nazar...... dil ko sukhoon de de kisi ki nazar.... aankhon me chuban dede kisi ki nazar.... sara khel nazaro ka hai yaaro.... kabhi hum kisi ke nazro me uth jate hai.... kabhi nazaro se niche gir jate hai..... sab bayan karti hai hamari aanken.... Kisi ki aashiqui, kisi ki shararat... kisi ki masumiyat... kisi ki sharmayat... kisi ki lacahri.... kisi ki dard ki aahat.... sab bayan karde ti hai........nazar....... ©Kumar Vimal #nazar #madhosh #zameer #sukoon #aashiqi #shararat #masumiyat #sharmayat #kumarvimal #simplicity