Weshhat k es daur say gabra rha hun Mai pehli baar aaj dar rha hun..... Fizaayun mai goonj rahi aawaaz Teri Bahaarun k mausam mai, phoolun ko murjata dekh rha hun...... Bik gaya hai insaaf, hukumraanun ka Teray insaaf k naam par, inko siyaasat krta dekh rha hun...... Kuch nhi hoga, aemaal hai ye apnay Banaya jinhoo nay taaj inko, un logun ko masalta dekh raha hun.... Dekh kr tasveer apnay kal ki Mai zindagi ki tamanna kho raha hun..... @Justice for Asifa... #Aqib Bashir# justice for Asifa