kabi kisi se Sachcha pyaar mat karna .... kyu ki pyaar mi aksar dhoka hi milta hai.... Jab larka sachcha pyar kare tu larki dhoka deti hai , aur jab larki sachcha pyar karey tu larka dhoka deta hai.... ....Aur jab duno sachchey dil se pyar karey tu Zamana aur Garwaley dhoka de dete hai .