Nojoto: Largest Storytelling Platform

hame wakt ke sath , khud ko badalna bhi hoga, har

hame wakt ke sath ,
khud ko badalna bhi hoga,
har kadam kadam pr sawal hoga,
khud se jawab dena bhi hoga.
jindagi me uljhne to bhut aati hai magar. sabr kro muskil daur se niklna bhi hoga.
muskilo ka daur jo meri jindagi me  guzra hai,
khud par bharosha kiya hamne  aaj nhi to kal behtar hoga. wakt ke sath khud ko  badalna bhi hoga.