Nojoto: Largest Storytelling Platform

yad karo na wo din jab chikhta tha me aur chalti

yad karo na 
wo din jab chikhta tha me
aur chalti thi kulhadi mere tan par
yad karo na
wo din jab hawayein bhi saans lene ko 
taras jati thi
yad karo na
wo din jab ganga maiya me factory ka pani milate the tm
yad karo na 
wo din jab janwaro ko apna bhoj banate the tm
yad karo na......
yad karo na .......


aj kyun chupkar baithe ho ghar me
kiska dar h tmko ...

kuch sharm h ya 
aise hi nikalte ho muh dhakkar 
batao na.....
bataona....

@yasho #karo na
yad karo na 
wo din jab chikhta tha me
aur chalti thi kulhadi mere tan par
yad karo na
wo din jab hawayein bhi saans lene ko 
taras jati thi
yad karo na
wo din jab ganga maiya me factory ka pani milate the tm
yad karo na 
wo din jab janwaro ko apna bhoj banate the tm
yad karo na......
yad karo na .......


aj kyun chupkar baithe ho ghar me
kiska dar h tmko ...

kuch sharm h ya 
aise hi nikalte ho muh dhakkar 
batao na.....
bataona....

@yasho #karo na