Yaadon me teri hi yaad rahi, kya yaad rahe kuch aur mujhe yeh toh zara bhi yaad nahi, teri yaad me sab bhool gaya, jo bhool gaya kuch yaad nahi, bas yaad ho tum, sirf yaad ho tum, kyun yaad ho tum, kuch yaad nahi!! yaadon me teri hi yaad rahi