Alag to ho gaye hai Par kuch to abhi baaki hai.. Dooriyan aa gayi hai Par nazdikiyon abhi baaki hai.. Tumhare gusse ka itminan hai mujhe Par tumhare sneh ka ehsaas Abhi baaki hai.. Tere diye zakhmo ka hisaab lena abhi baaki hai........ . Nahi Tha Pyaar Mujhse Na chodkar Mujhe Jaati Tu. Yun Bin bataye na jaati tu.. Tere is karname par kitaab likhni abhi baaki hai Ha! tere diye zakhmo ka hisaab lena abhi baaki hai........ . Pyare se rishte ko tune sharamsar kiya tha Sabke paas jaakar mujhe badnaam kiya tha.. Main us samay chup tha lekin wo baat kehni Abhi baaki hai.. Shayad us ghaav ka theek hona Abhi baaki hai Ha! tere diye zakhmo ka hisaab lena abhi baaki hai........ . Par haan taiyar rehna tum Milenge kahin kisi jagah par.. Tab bahut ladenge, thik hai.. Tab tak meri aur se jung ka elaan abhi baaki hai.. Ha! tere diye zakhmo ka hisaab lena abhi baaki hai........ ©writerspite Tere diye Zakhmo ka Hisaab lena abhi baaki hai... #love #sadlove #hindi #urdu