Sawal me jawab ya jawab me sawal hai . Sawal hi bawal hai ya sawal lajawab hai . Yakeen hai sawal me to jawab behisaab hai . Jawab me ho yakeen to sawal ki kya majal hai . Sawal hi sawal hai ya sawal ka jawab hai . Sawal ka jawab ho to janab bemisaal hai . #genesis #quotes #nojoto