Nojoto: Largest Storytelling Platform

Swadarshan chakra:part 3 Dw

Swadarshan
                       chakra:part 3
Dwapar yug
Yah jo bhagwan ko khoz aaramb
hua vo dwapar yug se aaramb hui hai. yah jo dwapar yug hai vo aisa marg hai jo sirf
bhakti walon ke liye hai.jis se bhakti ke
darwaje gulne aaramb hote hai.jo ek usa 
iswar ki khoz mein lage hai parantu une na koi bhagwan milta na uski amog shakti
ya lekin kya bhagwan ki khoz karna aavas
hyak hai? vashtav mein kya bhagwan ki sachai kya hai? agar yah hum aatmaon ne
ne jana liya to phir yaha-vaha bathne ki 
jarurat hi nai. usa shakti ko manushya aatmaye yah-vah khoz karti rahi hai aur abhi tak kar rahi hai.naja ne kaha-kaha 
usa ko khoz karti rahi parantu kya bhagwan mila hai?manushya to khali
mein hi apna kimati samay aise hi vertha
jane de rahi thi. koi ne kaha-koi ne kaha
hum to jo deh-dhari (manav) ko yad kar
apna yah kimati samay verat gavah rahe the sirf aur sirf veh isa chalave mein the
jisse jaldi koi nikal nai shakata kyun ki vo
hai hi maya-ravan arthath pach vikar rupi
dushman ke jal mein fhasa pad hai.manav
ne hi apne dwara apna anta kar liya hai.jis
se ushe koi bhi bacha na shakhe.

©Shishir Rane
  #Swadarshan #chakra part 3