Nojoto: Largest Storytelling Platform

unke teer-e-nazar ka kya kehna zakhm-e-qalb o jiga

unke teer-e-nazar ka kya kehna
zakhm-e-qalb o jigar ka kya kehna
husn majboor hogaya akhir 
ishq tere asar ka kya kehna

©sheikh basith ali sufi ishq-o-ibadath
unke teer-e-nazar ka kya kehna
zakhm-e-qalb o jigar ka kya kehna
husn majboor hogaya akhir 
ishq tere asar ka kya kehna

©sheikh basith ali sufi ishq-o-ibadath