kal ka din kisne dekha hai aaj ka din fir khoye q ? jin ghadiyo mai hash skte hai un ghadiyo mai roye q ? samay kimti bada hai dosto tej nikalta jata hai gujar gya to gujar gya lot k fir na aata hai gunjaish jab fulo ki ho to fir kante boye q ? jaha jagne ki rut aaye us raat mai hum soye q ? apne aj m khus rho kl kisne dekha hai