Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dosto Adab! Aksar hum AlfazoN अल्फ़ाज़ों likhte aur

Dosto Adab!

Aksar hum AlfazoN अल्फ़ाज़ों likhte aur bolte haiN jo ki sarasar ghalat hai. 
Lafz singular(wahid), alfaaz us ka plural (jama) hai. Aise me अल्फ़ाज़ों bilkul ghalat hai. HaN jahaN zaroori ho wahaN lafzoN लफ़्ज़ों ka istemal kar sakte haiN, magar अल्फ़ाज़ों ka bilkul nahiN.

Ex- उस के अल्फ़ाज़ में अब वो रस नहीं रहा।

उस के अल्फ़ाज़ों कहना ghalat hai..

#urdugyan 

 #urdugyan 
#yqbhaijan #yqbaba #yqdidi #yqtales #yqdada 
#ask_yqbhaijan 

Aap lafz aur alfaaz ke istemal se nazm ya ashaar likh sakte haiN aur Yqbhaijan se poochh sakte haiN..

Shukriya..

#urdugyan #yqbhaijan #yqbaba #yqdidi #yqtales #yqdada #ask_yqbhaijan Aap lafz aur alfaaz ke istemal se nazm ya ashaar likh sakte haiN aur Yqbhaijan se poochh sakte haiN.. Shukriya..