Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mushkil ki ghadi me khada Akela hi mera vo dost t

Mushkil ki ghadi me khada 
Akela hi mera vo dost tha.
Jo sach samajhaya karta tha.
Aur mujhe kadava laga tha.
Bahut apane aap pe gurur tha.
Apne hi duniya me masaroof tha.
Girana to ek din jarur tha.
Jab gir to koi n karib tha.
ramnmandal6182

Ram N Mandal

Bronze Star
Growing Creator

Mushkil ki ghadi me khada Akela hi mera vo dost tha. Jo sach samajhaya karta tha. Aur mujhe kadava laga tha. Bahut apane aap pe gurur tha. Apne hi duniya me masaroof tha. Girana to ek din jarur tha. Jab gir to koi n karib tha. #कविता

880 Views