farji tera wo mujhe dekh kar muskurana tha yaa... farji tera wo bahana tha... jo bhi tha kamaal ka hunar tha sapne hazaar dikhaye teri baaton ne yu to... par tera umarbhar mera sath dene ka bhi ek alag hi afsana tha... #nojoto #shayri #hindi