Roh bhi nahi sakte aur hass bhi nahi sakte yeh kaisi khuda ne hume Zindagi Di Maut ke Qaabil humare jaise musaafir ko kyu tumhari hi mohabbat ki bandhgi di Laut Aayo na wapis yeh dil baar baar tumse baat karne ki sifaarish kar raha hai Hasste Hasste bhi yeh andar hi andar tumhari yaad mein marr raha hai Tum lautke phir se ujala bhardo.zindagi mein yahi dua yeh allah se kar raha hai Please Come Back......