Nojoto: Largest Storytelling Platform

khatam hai jo andar seh baahri duniya ko dikhaaeg

khatam hai jo andar seh 
baahri duniya ko dikhaaega kya 
saza kaat rha kisi aur ki galti par 
sala wo galtiya kisi ki ginaaega kya 

jab marega andar hi andar wo 
toh samandar seh lad paeega kya
wo kehte hai, samajhte hai wo usse 
apni baatein wo samjha paega kya?

©Aryan Sinha #Soul #Antarman #Poetry #poem #Hustle #inside #hatred
khatam hai jo andar seh 
baahri duniya ko dikhaaega kya 
saza kaat rha kisi aur ki galti par 
sala wo galtiya kisi ki ginaaega kya 

jab marega andar hi andar wo 
toh samandar seh lad paeega kya
wo kehte hai, samajhte hai wo usse 
apni baatein wo samjha paega kya?

©Aryan Sinha #Soul #Antarman #Poetry #poem #Hustle #inside #hatred
aryansinha7803

Aryan Sinha

Bronze Star
Growing Creator