#PulwamaAttack andheri zindagi me kamyabi ka diya jalana hai... hamse jalne walo ko or jalana hai... bhadakti is chingari ko shola banana hai... dil me base har khwab ko sach kar dikhana hai... maa ko or papa ko khud par fakhr mahsoos karwana hai... than li hai is dil ne ab kuch kar dikhana hai...❤ #shayariwithmishti❤ ab kuch kar dikhana hai🙂