Nojoto: Largest Storytelling Platform

Safar (Part-6) Phir unhone pucha aap kuch kaheng

Safar 
(Part-6)  Phir unhone pucha aap kuch kahengi aap bs hume sun rahi ho aap kuch bologi nhi
Humne pucha hum kya bole? Aap anjaan ho hum kya btaye kyuki humari pasand napasand jaan kr aap kya kroge koi mtlab hi nhi us baat ka
Unhone haskar kaha hum humari puri dastaan suna diye aur aapne aapne apni kitaab ka patta tak nhi palta
Humne jawab mai keh diya aapki dastaan sun sakte hai per hum kuch bolnege iski umeed bhi mat rakhna 
Aakhir hum humare usulo ke pakke hai
Phir unke dost ke waha kuch hua kisi dost ko kuch hua unka ek dost bhag ke aaya aur unhe bola "anjali just fade up we are scared she is not responding" Hum kuch smj paate use pehele hi woh aur unke dost bhag ke dusre dabbe mai chle gye hum bhi shayad chle jaate pr per mai chot thi toh chlna mushkil tha phir hum aaram se khidki ke baaher dekhne lage baarish thodi si tez hogyi thi train bridge ke upar se jaa rahi thi toh woh najara khoobsurat tha
Per achanak thodi der baad hume unke na hone ka ehsaas hua waise unki mojudgi se hume koi frk nhi pda pr na mojudgi khlne lgi
Baahr baarish ka shor tha aur hume sannata lg raha tha 1 ghanta hua 2 ghante hue janab ka koi ata pta nhi humne seat se uth kr jaane ki kosish ki per amit bhai dekh rahe the toh hum chup chaap baith gye

harshr8223975809627

Harsh R

New Creator