Dusro ki parva karte karte khud ko bhul jaata hu Naa jaane kyu apni chhod kar Logon ki parvaah karne lag jaata hu... Dard kisi ka dekha nahi jaata Is liye khud ki chhod Dusro ki preshaniya suljhaane mai lag jaata hu... yuhi ni mai kehta Kisi na kisi ki jrurat ke waqt Har kisi Ki jubaan pe aa hi jaata hu. ©Gaurav Talk less described enough.. #emptystreets