Nojoto: Largest Storytelling Platform

na mai alfaz ki mahir na mai izhaar ki mahir na mu

na mai alfaz ki mahir
na mai izhaar ki mahir
na mujh me fikar e aflatoon
na mujh me falsafaa koi
badi choti si hasrat hai
bhut pakeeza chahat hai
tumhare ru ba ru aa kar
meri jaan ba wazu aa kar
gawah kar ke sitaron ko 
samandar ke kinaron ko
mujhse bas itna kahna hai
mujhay tumse mohabbat hai.... 


saliha Siddiqui mujhe tumse mohabbat hai...
na mai alfaz ki mahir
na mai izhaar ki mahir
na mujh me fikar e aflatoon
na mujh me falsafaa koi
badi choti si hasrat hai
bhut pakeeza chahat hai
tumhare ru ba ru aa kar
meri jaan ba wazu aa kar
gawah kar ke sitaron ko 
samandar ke kinaron ko
mujhse bas itna kahna hai
mujhay tumse mohabbat hai.... 


saliha Siddiqui mujhe tumse mohabbat hai...