Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jimmedari ke takiye par, jarurato ke aansoo chalka

Jimmedari ke takiye par, jarurato ke aansoo chalkayenge
Aaj fir kuch khawab maarenge, fir udasi odh kar so jayenga

Bhaag daud ki jindagi, Roz ka tootna mera
Joote kab ke fat chuke, fir paon ke chalo par marham lagayenge

Kabhi ragon me behta tha jo, ab aankhon se tapakta hai wo lahu
Maut shayed khusbash hogi, aakhir kab tak ghut-ghut jiye jayenge #NojotoQuote #Nojoto #NojotoHindi #HindiPoetry #TST #Kalakaksh #2Liner #Shayari