Nojoto: Largest Storytelling Platform

tumhe main manav khu ya danav khu! jb jb nayno ko

tumhe main manav khu ya danav khu! 
jb jb nayno ko band krta hu ।
tb tb aahte aur chitkar sunta hu।

jb jb dhvani ko mahsus krna chahta hu,
to pida ki ek karah sunta hu !
khi pakchiyo ka roodan hai to khi us haathi ki pukar sunta hu !
tumhari harkto ko bachkani kyo khu ?
ise  bs tumhare kale apraadh ki kaalikh kyo khu ?
tumhe main manav khu ya danav khu
 !!
RIP HUMANITY 💔😢 #elephant 
manav khu ya danav
tumhe main manav khu ya danav khu! 
jb jb nayno ko band krta hu ।
tb tb aahte aur chitkar sunta hu।

jb jb dhvani ko mahsus krna chahta hu,
to pida ki ek karah sunta hu !
khi pakchiyo ka roodan hai to khi us haathi ki pukar sunta hu !
tumhari harkto ko bachkani kyo khu ?
ise  bs tumhare kale apraadh ki kaalikh kyo khu ?
tumhe main manav khu ya danav khu
 !!
RIP HUMANITY 💔😢 #elephant 
manav khu ya danav