apni soch apni samaj ko umda karo kam se kam Insaniyat ko to mat sarminda karo ,kise kya mila hai is jat pat ki ladai mai nafrat he nafrat faila di hai chand kasai ne, koi farq nahi padta unhe jaan thumhari jane se wo to mast hai apni duniya basane mai . Insan bano