jindagi dekar bhi maar diyq ye tune kya kiya .!!! mujhse meri pehchhan le gya ye tune kyq kiya !!! aaj tk itarati thi jis chehre ki khubsurti pe , usko ek pal me chhupa gya ye tune kya kiya !! chhoti si bachhi thi mai nasamz kyo mujhpar tu aag chhidak gya , ye tune kya kiya !!!! ruhh kap uthi thi merii , jab khudka didaar kiya ye tune kya kiya !!!! aaina jaise dushman hua aajkal kyo aaj phirse vahi hadsa yaad dila gyq ye tune kya kiya !!!! #lakshmiagrawal