Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj phir lagta hai ki jeena ki asha me hum kyu mar

Aaj phir lagta hai ki jeena ki asha me hum kyu marna bhul jaate hain
Har gadi naye se naye tofano me gul jaate hain
lakin marna tou sabko ek din hai agar tou phir es sach ko kyu na kabul kar jaate hai

Dil ko har din naye fitoor me padna aata hai
Har mushkil halat me chalna aata hai
esliye hum mout ke musafir har sahara me toofan ki mouj me jhul jaate hain

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #kadva Satya

#Kadva Satya

27 Views