माँ din beeth rahe hai or aaj bhi mai roz ki tarha is subha bhi suraj niklne se pehle jaag gya hu roz ki tarh aaj ka din bhi intazar me hi guzhar jaega nhi chahta hu uski ankho me ansu ka ek bund bhi dar lgta hai kahi laut ane par khush hogi ya khush rehna sikh legi uske begair ab dekhna hai un mannato ka asar jab wo pal waqt laega akhir zhamane ko bhi dekhna hai kab tak ek baap apne bete se dur reh paega